SEARCH RESULTS
Showing search results for "dariida-dil"
Ghazal MATCHES FOR "dariida-dil"
Ghazal
hazaar Gam ho.n to phir intiKHaab kaise karuu.n
dariida dil ko mai.n nazr-e-azaab kaise karuu.n
Naeem Saba
Ghazal
duniyaa ke mas.alo.n me.n mujhe bhii shariik rakh
mere dariida dil ke bhii chaare kii baat kar
Saleem Figar
Ghazal
suno ai chaak-garebaa.n kiye hu.e logo
dariida-dil huu.n mai.n TuuTe button samajhtaa huu.n
Ramiz Hashmi
Ghazal
junuun o 'aql shanaasaa dariida-dil logo
kuchh apnii apnii sunaa.o ki raat kaT jaa.e
Khalida Uzma
Ghazal
Naziya Ghaus
Ghazal
merii paayaab tamannaa.e.n bataatii hai.n mujhe
suukh jaa.egaa ko.ii roz me.n dariyaa dil kaa
Saleem Sagar
Ghazal
mirii dariyaa-dilii kaa aks-e-kaamil dekhne vaale
samundar dekh le.n pahle miraa dil dekhne vaale
Noor Indori
Ghazal
dariyaa-dilii se abr-e-karam bhii nahii.n milaa
lekin mujhe nasiib se kam bhii nahii.n milaa
Munawwar Rana
Ghazal
shahr me.n dariyaa-dilii kii lan-taraanii aur hai
par mire panghaT se bahtaa hai jo paanii aur hai
Nighat Sahiba
Ghazal
dariyaa-dilii kii sun ke mai.n aaya thaa aas me.n
do ghuu.nT bhii mile na samundar ke taas me.n
Syed Ilyas Fani
Ghazal
dariyaa-e-dil me.n ashk-ravaanii yahii to hai
yaa'nii ki is safar kii kahaanii yahii to hai
Ain Tabish
Ghazal
har chand zaKHm zaKHm dariida-badan rahe
gul-ra.ng terii yaad ke sab pairahan rahe
Irfana Azeez
Ghazal
dariida-jaib garebaa.n bhii chaak chaahtaa hai
vo 'ishq kyaa hai jo daaman ko paak chaahtaa hai
Zaki Tariq
Ghazal
Hijab Abbasi
Ghazal
Tauseef Tabassum
Ghazal
baaG-e-jahaa.n me.n sarv saa gardan-kashiida huu.n
daaman ta.alluqaat se aalam ke chiida huu.n