SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur-e-jaam"
Ghazal MATCHES FOR "daur-e-jaam"
Ghazal
shikva-e-daur-e-jaam hai saaqii
zindagii tishna-kaam hai saaqii
Kunwar Mahendra Singh Bedi Sahar
Ghazal
piyo-pilaa.o alarraGm daur-e-jaam chale
ye mai-kada hai yahaa.n kis kii rok-thaam chale
Ejaz Ajmeri
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
yahii bazm-e-aish hogii yahii daur-e-jaam hogaa
magar aaj kaa tasavvur yahaa.n kal haraam hogaa
Waseem Barelvi
Ghazal
abhii ik aas hai saaqii ki daur-e-jaam aataa hai
ulaT de.n mai-kada rindo.n ko ye bhii kaam aataa hai
Shifa Gwaliari
Ghazal
aaj mai.n huu.n shaam hai saaqii hai daur-e-jaam hai
paa.nv kii Thokar pe apnii gardish-e-ayyaam hai
Farhat M Hasani
Ghazal
mausam-e-gul hai na daur-e-jaam-o-sahba rah gayaa
le ga.ii sab ko javaanii mai.n akelaa rah gayaa
Shafiq Jaunpuri
Ghazal
Panna Lal Noor
Ghazal
ye chhup-chhup ke yakjaa piye.n 'daur'-o-zaahid
kisii ne bhii in shaahkaaro.n ko dekhaa
Daur Afridi
Ghazal
ai jaan-e-jaa.n ki yaad tirii aa ke rah ga.ii
jaise kisii ne naGma kahii.n gungunaa diyaa
Daur Afridi
Ghazal
vahaa.n hii talKHiyaa.n piitaa rahaa huu.n
jahaa.n ai 'daur' maiKHaane nahii.n hai.n
Daur Afridi
Ghazal
thaa bazm-e-Gair me.n jo vahaa.n shaGl-e-daur-e-jaam
dard-e-jigar kaa thaa yahaa.n dauraa tamaam raat
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
hai.n daur-e-jaam-e-avval-e-shab me.n KHudii se duur
hotii hai aaj dekhiye ham ko sahar kahaa.n