SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhaa.d"
Ghazal MATCHES FOR "dhaa.d"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
be-saltanat hu.ii hai.n ka.ii uu.nchii gardane.n
baahar saro.n ke dast-e-tasallut se dha.D ga.e
Aanis Moin
Ghazal
ik baar KHud ko Gaur se dekhaa to ye milaa
mai.n sirf ek dha.D thaa mire dha.D pe sar na thaa
Kunwar Bechain
Ghazal
haadso.n kaa silsila manzar-ba-manzar jam gayaa
har kisii ke dha.D pe ik fir.aun kaa sar jam gayaa
Ehteram Islam
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
bahut badal gayaa maidaan-e-ja.ng kaa naqsha
vo dha.D kuchh aur se the un pe sar kuchh aur se the
Tabish Kamal
Ghazal
piichhe haTaa na kuucha-e-qaatil se apnaa paa.nv
sar se ta.Dap ke chaar qadam aage dha.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
nikal gayaa hai ko.ii maar-dhaa.D karte hu.e
bharii-purii mirii aa.nkhe.n ujaa.D karte hu.e
Hamida Shaheen
Ghazal
KHat kaa ye javaab aayaa ki qaasid gayaa jii se
sar ek taraf loTe hai aur ek taraf dha.D
Waliullah Muhib
Ghazal
mai.n kis baaruud me.n bikhrii pa.Dii huu.n
ye dha.D meraa hai sar meraa nahii.n hai
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
auzaa'a Dhuu.nDh-DhaaD ke yaaro.n se siikhiye
hote nahii.n jahaan me.n ham se niyaariye
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ik dhaa.D hai ki chaaro.n taraf se sunaa.ii de
girdaab-e-chashm ban ga.ii.n aa.nkhe.n machaan par
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
alag alag the dil o zehn bad-nasiibo.n ke
'ajiib baat hai har dha.D pe Gair kaa sar thaa