SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhaan"
Ghazal MATCHES FOR "dhaan"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
luuT kaisii bhii ho ab is desh me.n rahne na paa.e
aaj sab ke vaaste dhartii kaa dhan aazaad hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ghar me.n rahte hu.e Gairo.n kii tarah hotii hai.n
la.Dkiyaa.n dhaan ke paudo.n kii tarah hotii hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
Jameel Azimabadi
Ghazal
parvaaz kaa thaa shauq mujhe aasmaan tak
bijlii girii to jal ga.e kheto.n ke dhaan tak
Taufeeq Sagar
Ghazal
byaaj me.n khet na zevar na vo dhan chaahtaa hai
suud-KHor aaj to beva kaa badan chaahtaa hai
Rajeev Riyaz Pratapgarhi
Ghazal
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
phir sar-e-sub.h kisii dard ke dar vaa karne
dhaan ke khet se ik mauj-e-havaa aa.ii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
aayaa basant phuul bhii sho.alo.n me.n Dhal ga.e
mai.n chuumne lagaa to mire ho.nT jal ga.e
Kumar Pashi
Ghazal
yuu.n hii karte nahii.n sab log mohabbat mujh se
pyaar kaa dhan hai luTaayaa to kamaa.ii duniyaa