SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhamaal"
Ghazal MATCHES FOR "dhamaal"
Ghazal
sajde me.n hai jo mahv-e-du.aa vo hai be-dilii
ye jo dhamaal Daal rahaa hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
dhamaal Daalne aataa hai roz ek malang
mai.n roz dekhne jaataa huu.n aur dekhtaa huu.n
Mumtaz Gurmani
Ghazal
hijr huu.n puuraa hijr huu.n ishq visaal kare
dil kii dha.Dkan taal ho jism dhamaal kare
Nadeem Bhabha
Ghazal
kuchh aise zaKHm-e-zamaana kaa indimaal kiyaa
kabhii namaaz pa.Dhii aur kabhii dhamaal kiyaa
Arif Imam
Ghazal
Yasmeen Habeeb
Ghazal
Aatif Waheed Yasir
Ghazal
shaa.erii mujh ko ajab haal me.n le jaatii hai
kabhii maatam kabhii dhammaal me.n le jaatii hai
Arif Imam
Ghazal
hotaa hai hamesha hii na.e ranj me.n Duubaa
is jaada-e-vahshat pe dhamaal aur tarah kaa
Khalid Moin
Ghazal
tuu dil hai aur dh.Daknaa tirii ibaadat hai
so KHud ko jism se baahar bhii tuu dhamaal me.n rakh
Kabeer Athar
Ghazal
milaa jo mauqa to ham faa.eda uThaa.e.nge
ki pichhlii baar adhuurii dhamaal rah ga.ii thii
aabid umar
Ghazal
usii ke naam kaa sajda kiyaa musalle par
usii kaa zikr kiyaa hai dhamaal kar ke bhii
Arif Imam
Ghazal
sab kii zabaa.n pe mast-kalandar ho dam-ba-dam
phir us ke baa'd raat me.n DaT kar dhamaal ho
Rais Amrohvi
Ghazal
shuruu us ne kiyaa thaa tamaasha qurbat kaa
phir us ke baad to saaraa dhamaal ham ne kiyaa