SEARCH RESULTS
Showing search results for "diido.n"
Ghazal MATCHES FOR "diido.n"
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
yaa to vo tasviir hai pesh-e-nazar yaa kuchh nahii.n
haath dho diido.n se 'baasir' ye ga.e ab kaam se
Basir Sultan Kazmi
Ghazal
'aajiz' hamaarii aa.nkhe.n tarastii hii rah ga.ii.n
naa-diido.n ko nasiib rahii diid yaar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
Khar Dehlavi
Ghazal
un se ummiid-e-mohabbat ko.ii kyaa rakhe 'sabaa'
phir ga.e jo kisii biimaar ke diido.n kii tarah
Saba Naqvi
Ghazal
'aajiz' hamaarii aa.nkhe.n tarastii hii rah ga.ii.n
naa-diido.n ko nasiib rahii diid yaar kii
Ibraheem Aajiz
Ghazal
kyaa na-diido.n se zamaane ko sarokaar hai aaj
ek dirham jo rakhe maalik-e-diinaar hai aaj
Raza Azimabadi
Ghazal
bahut dino.n se nahii.n hai kuchh us kii KHair-KHabar
chalo 'faraaz' ko ai yaar chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dilo.n kii uljhane.n ba.Dhtii rahe.ngii
agar kuchh mashvare baaham na ho.nge
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
milte hu.e dilo.n ke biich aur thaa faisla ko.ii
us ne magar bichha.Dte vaqt aur savaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
aire-Gaire log bhii pa.Dhne lage hai.n in dino.n
aap ko aurat nahii.n aKHbaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
bahut dino.n se mai.n in pattharo.n me.n patthar huu.n
ko.ii to aa.e zaraa der ko rulaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
aa.nkhe.n hii milaatii hai.n zamaane me.n dilo.n ko
anjaan hai.n ham tum agar anjaan hai.n aa.nkhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.n
sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
mohabbato.n me.n ajab hai dilo.n ko dha.Dkaa saa
ki jaane kaun kahaa.n raasta badal jaa.e