SEARCH RESULTS
Showing search results for "durj"
Ghazal MATCHES FOR "durj"
Ghazal
'fazaa' mataa-e-qalam ko sa.nbhaal kar rakkho
ki aaftaab isii durj-e-guhar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
lataafat aisii hai tujh me.n ki dekhtaa huu.n saaf
guhar se daa.nt hai.n durj-e-dahan ke parde me.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
Guncha kahuu.n yaa durj-e-guhar tere dahan ko
khulnaa nahii.n is uqda-e-mushkil ne sataayaa
Shah Naseer
Ghazal
bashiir achchhii zabaa.n paa.ii hai tuu ne
tarii durj-e-dahan me.n hai.n guhar band
Bashiruddin Ahmad Dehlvi
Ghazal
ai dil dur-e-dandaa.n ko zaraa dekh to us ke
kyaa durj me.n yaaquut kii ye silk-e-guhar hai
Muntazir lakhnavi
Ghazal
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut ajiib hai ye qurbato.n kii duurii bhii
vo mere saath rahaa aur mujhe kabhii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo ek hii chehra to nahii.n saare jahaa.n me.n
jo duur hai vo dil se utar kyuu.n nahii.n jaataa
Nida Fazli
Ghazal
bahut pahle se un qadmo.n kii aahaT jaan lete hai.n
tujhe ai zindagii ham duur se pahchaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
giraa diyaa hai to saahil pe intizaar na kar
agar vo Duub gayaa hai to duur niklegaa