SEARCH RESULTS
Showing search results for "faaqa-masto.n"
Ghazal MATCHES FOR "faaqa-masto.n"
Ghazal
faaqa-masto.n pe inaayaat nivaalo.n kii tarah
har nivaale me.n magar tanz bhii baalo.n kii tarah
Iqbal Ahmad Khan Arif
Ghazal
roze mah-e-siyaam me.n to.De sharaab se
ham faaqa-masto.n kii vahii mastii chalii ga.ii
Muneer Shikohabadi
Ghazal
gumaa.n nahii.n thaa magar phir bhii faaqa-masto.n ne
badan sa.nvaar diye hai.n ka.ii chaTaano.n ke
Rahi Hameedi Chand Puri
Ghazal
Safar Naqvi
Ghazal
na faqat yaar bin sharaab hai talKH
aish o aaraam o KHurd o KHvaab hai talKH
Bayan Ahsanullah Khan
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
haa.n mohtasib agar KHum-o-miinaa shikast ho
saath hii tumhaare sar kaa bhii kaasa shikast ho
Sulaiman Shikoh Gordner Fana
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kuchh der to sab kuchh TuuTne kaa maahaul rahaa
mat puuchh ki phir is dil par kaisaa haul rahaa
Manmohan Talkh
Ghazal
ab shaa.irii me.n aur kisii ko bhii de.n jagah
majzuub-o-mast-o-faqr-o-qalandar nikaal kar
Irshad Ahmad Niazi
Ghazal
ko.ii sham.a aur ko.ii parvaana hogaa
jahaa.n me.n ishq kaa afsaana hogaa
Khushi Mohammad Naazir
Ghazal
kahaa.n sochaa thaa mai.n ne bazm-aaraa.ii se pahle
ye merii aaKHirii mahfil hai tanhaa.ii se pahle
Shariq Kaifi
Ghazal
faqiiraana hai dil muqiim us kii rah kaa
Garaz kyaa ki muhtaaj ho baadshah kaa