SEARCH RESULTS
Showing search results for "fii"
Ghazal MATCHES FOR "fii"
Ghazal
ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
aa phir se mujhe chho.D ke jaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
nahii.n duniyaa ko jab parvaa hamaarii
to phir duniyaa kii parvaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
samajhne vaale samajhte hai.n pech kii taqriir
ki kuchh na kuchh tirii baato.n me.n fii nikaltii hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
nayaa hunar siikh fii-zamaana ho jis kii vaq.at
suKHan kii nisbat se ab ko.ii puuchhtaa nahii.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
to phir vo ishq ye naqd-o-nazar baraa.e-faroKHt
suKHan baraa.e-hunar hai hunar baraa.e-faroKHt
Afzal Khan
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Guruur vaar diyaa mai.n ne fii-sabiilil-ishq
ai ishq tuu bhii to ab tho.Daa hausla kar dekh
Waqar Khan
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
fii-zamaana hai yahii maslahat-e-aql-o-shu.uur
dil me.n KHvaahish ko.ii ubhre to dabaa lii jaa.e