SEARCH RESULTS
Showing search results for "gay"
Ghazal MATCHES FOR "gay"
Ghazal
ye hai ishq kī karāmat ye kamāl-e-shā.irāna
abhī muñh se baat niklī abhī ho ga.ī fasāna
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n jaise naale kartaa huu.n un ke KHayaal me.n
gaay to is tarah se gavayyaa KHayaaliyaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
jo ek roz tirii be-ruKHii ne baKHshaa thaa
hamaare dil me.n salaamat vo ghaav hai ab tak
Siraj Gulaothwi
Ghazal
shaa'ir nizaam-e-zindagii tartiib de.n agar
har ek din manaa.e.n gay tehvaar-e-qahqaha
Tauheed Zeb
Ghazal
kise nasiib ki be-pairahan use dekhe
kabhii kabhii dar o diivaar ghar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
be-vaqt agar jaa.uu.ngaa sab chau.nk pa.De.nge
ik 'umr hu.ii din me.n kabhii ghar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
dono.n jahaan terii mohabbat me.n haar ke
vo jaa rahaa hai ko.ii shab-e-Gam guzaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kabhii taqdiir kaa maatam kabhii duniyaa kaa gila
manzil-e-ishq me.n har gaam pe ronaa aayaa