SEARCH RESULTS
Showing search results for "gayaah"
Ghazal MATCHES FOR "gayaah"
Ghazal
Gaafil ba-vahm-e-naaz KHud-aaraa hai varna yaa.n
be-shaana-e-sabaa nahii.n turra gayaah kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
le kar puraanii saa.ns ko detii hai phir na.ii
quvvat kahaa.n se aa.ii hai aisii gayaah me.n
Saa’in Alig
Ghazal
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
nazar lagii hai ye kin zard zard aa.nkho.n kii
gayaah-e-KHushk huu.n aur aag bhii nahii.n lagtii
Saeed Shariq
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Hasrat Mohani
Ghazal
teraa chup rahnaa mire zehn me.n kyaa baiTh gayaa
itnii aavaaze.n tujhe dii.n ki galaa baiTh gayaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
jalaa hai jism jahaa.n dil bhii jal gayaa hogaa
kuredte ho jo ab raakh justujuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
vo kahii.n bhii gayaa lauTaa to mire paas aayaa
bas yahii baat hai achchhii mire harjaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
guzar gayaa vo zamaana kahuu.n to kis se kahuu.n
KHayaal dil ko mire sub.h o shaam kis kaa thaa