SEARCH RESULTS
Showing search results for "gharaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "gharaanaa"
Ghazal
vahii pyaas hai vahii dasht hai vahii gharaanaa hai
mashkiize se tiir kaa rishta bahut puraanaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
kis ko ma.aluum thaa anjaam ye hogaa 'az.har'
ghar badalte hii gharaanaa bhii badal jaa.egaa
Azhar Lakhnawi
Ghazal
yahaa.n charaaG se aage charaaG jaltaa nahii.n
faqat gharaane ke piichhe gharaanaa aataa hai
Idris Babar
Ghazal
yaqiinan ho gayaa hai modern apnaa gharaanaa bhii
jahaa.n par cap hotii thii vahaa.n ab hat hotaa hai
Sarfaraz Shahid
Ghazal
hijrat ke saath saath ma.iishat badal ga.ii
shajre ke saath saath gharaanaa badal gayaa
Iftikhar Haidar
Ghazal
Naz Muzaffarabadi
Ghazal
ye baat to mirii zanjiir-e-paa bhii jaantii hai
ba.De shariif gharaano.n me.n thaa gharaanaa miraa
Tariq Qamar
Ghazal
haqiir nazro.n se ai mujh ko dekhne vaale
miraa gharaanaa miraa KHaandaan dekh zaraa
Siya sachdev
Ghazal
Anjuman Mansury Arzoo
Ghazal
vo rafuu nazar se karnaa mirii chaak-daamanii ko
tirii aa.nkh ko milaa hai ye hunar rafuu-garaana
Zeeshan Niyazi
Ghazal
Shahzad Nayyar
Ghazal
vo telephone kii ghanTii yaqii.n dilaatii hai
mire qariib hai tuu Gaa.ebaana hote hu.e
Aatish Raza
Ghazal
Iqbal Kausar
Ghazal
mohabbat zulf kaa aaseb jaaduu hai nigaaho.n kaa
mohabbat fitna-e-mahshar balaa-e-naa-gahaanii hai
Khar Dehlavi
Ghazal
rahii ho.n paa.nch chhe pushte.n daruun-e-dasht tabhii
mire aziiz junuu.n kaa gharaanaa bantaa hai
Ejaaz tawakkal
Ghazal
ik gharaanaa jo hai pahchaan mire hone kii
un rivaayaat kaa ehsaas sadaa rahtaa hai