SEARCH RESULTS
Showing search results for "granite"
Ghazal MATCHES FOR "granite"
Ghazal
giraanii-e-shab-e-hijraa.n do-chand kyaa karte
ilaaj-e-dard tire dardmand kyaa karte
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kuchh vo Ganiim-e-jaan bhii hai mustaqil-mizaaj
kuchh merii jaa.n se jaane kii aadat nahii.n ga.ii
Mubarik Siddiqi
Ghazal
pachaas miil hai KHushkii se bahriya-town
bas ek ghanTe me.n achchhaa zamaana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
jaane ab vo kis ke saath nikaltaa hogaa raato.n ko
jaane kaun lagaataa hogaa do ghanTe tayyaarii me.n
Danish Naqwi
Ghazal
ghasiiTte hu.e KHud ko phiroge 'zeb' kahaa.n
chalo ki KHaak ko de aa.e.n ye badan us kaa
Zeb Ghauri
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
zo.af o naa-taaqatii o sustii o a.azaa-shikanii
ek ghanTe me.n javaanii ke ba.Dhaa kyaa kyaa kuchh
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
isii giraanii-e-shab kii dabiiz chaadar se
numuud-e-sub.h kaa manzar zaruur niklegaa
Ashfaq Husain
Ghazal
sitam-zariif zamaane ne chun liyaa ham ko
giraanii-e-nafs-o-garmii-e-navaa ke liye
Rais Amrohvi
Ghazal
Ganiim-e-Gam kiyaa hai fauj-bandii ishq-baazaa.n par
bajaa hai aaj vo raaja agar naubat bajaa nikle
Wali Dakni
Ghazal
Muzaffar Hanfi
Ghazal
ye rat-jage sar-e-vahshat ghasiiTte hai.n mujhe
mai.n lauTtii huu.n kitaabo.n ko aa.D karte hu.e