SEARCH RESULTS
Showing search results for "gulzaar"
Ghazal MATCHES FOR "gulzaar"
Ghazal
sunaa hai dard kii gaahak hai chashm-e-naaz us kii
so ham bhii us kii galii se guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
haath chhuuTe.n bhii to rishte nahii.n chho.Daa karte
vaqt kii shaaKH se lamhe nahii.n to.Daa karte
Gulzar
Ghazal
gulzaar-e-hast-e-buud na begaana-vaar dekh
hai dekhne kii chiiz ise baar baar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
us naaznii.n ne jab se kiyaa hai vahaa.n qayaam
gulzaar ban ga.ii hai zamiin-e-dakan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
aisaa KHaamosh to manzar na fanaa kaa hotaa
merii tasviir bhii girtii to chhanaakaa hotaa
Gulzar
Ghazal
maanaa ki is zamii.n ko na gulzaar kar sake
kuchh KHaar kam to kar ga.e guzre jidhar se ham