SEARCH RESULTS
Showing search results for "heater"
Ghazal MATCHES FOR "heater"
Ghazal
KHaraab hote hii heater makaa.n me.n barf galii
kamii puraal ke bistar kii saarii raat khalii
Mannan Bijnori
Ghazal
yak-laKHt giraa hai to ja.De.n tak nikal aa.ii.n
jis pe.D ko aa.ndhii me.n bhii hilte nahii.n dekhaa
Parveen Shakir
Ghazal
thii nau-aamuuz-e-fanaa himmat-e-dushvaar-pasand
saKHt mushkil hai ki ye kaam bhii aasaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
rail dekhii hai kabhii siine pe chalne vaalii
yaad to ho.nge tujhe haath hilaate hu.e ham
Nomaan Shauque
Ghazal
allaah-re zauq-e-dasht-navardii ki baa'd-e-marg
hilte hai.n KHud-ba-KHud mire andar kafan ke paa.nv
Mirza Ghalib
Ghazal
ab kyaa khulegii munjamid alfaaz kii girah
vo himmat-e-kashuud-e-ma.aanii bhii le gayaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
yuu.n haath nahii.n aataa vo gauhar-e-yak-daana
yak-ra.ngii o aazaadii ai himmat-e-mardaana
Allama Iqbal
Ghazal
dukh ke safar pe dil ko ravaana to kar diyaa
ab saarii umr haath hilaate rahe.nge ham
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vaqt-e-imdaad hai ai himmat-e-gustaaKHi-e-shauq
shauq-a.ngez hai.n un ke lab-e-KHandaa.n kyaa kyaa
Akhtar Shirani
Ghazal
talab duniyaa ko kar ke zan-muriidii ho nahii.n saktii
KHayaal-e-aabruu-e-himmat-e-mardaana aataa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zo'f se hai ne qanaa'at se ye tark-e-justujuu
hai.n vabaal-e-takiya-gaah-e-himmat-e-mardaana ham
Mirza Ghalib
Ghazal
qadiim se haTe to ham jadiid me.n ulajh ga.e
nikal ke gardish-e-falak se mausamo.n ke jaal me.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
aziiz the hamii.n nau-vaaridaan-e-kuucha-e-ishq
so piichhe haTte ga.e raasta diye ga.e ham