SEARCH RESULTS
Showing search results for "ismat"
Ghazal MATCHES FOR "ismat"
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
terii ismat ho ki ho mere hunar kii chaa.ndnii
vaqt ke baazaar me.n har chiiz ke lagte hai.n daam
Saghar Siddiqui
Ghazal
Amir Usmani
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ba.De hasiin ghanere siyaah pardo.n me.n
jamaal-e-ismat-e-maryam faroKHt hotaa hai
Saghar Siddiqui
Ghazal
tasadduq ismat-e-kaunain us majzuub-e-ulfat par
jo un kaa Gam chhupaa.e aur KHud bad-naam ho jaa.e
Sheri Bhopali
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kab mujhe daava-e-ismat hai magar yaad us kii
jab bhii aa jaatii hai daaman miraa dho jaatii hai
Shaanul Haq Haqqi
Ghazal
sunaa na qisse mujhe daamano.n kii ismat ke
ki tere shahr ke logo.n ko jaantaa huu.n mai.n
Saleem Betab
Ghazal
kaf-e-afsos malvaatii hai terii paak-daamaanii
pinhaa kar shaahid-e-ismat ko jaama paarsaa.ii kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
faKHr-e-KHaatuun-e-hind hai 'ismat'
ham se puuchhe ko.ii vafaa kyaa hai
Rifat Zamani Begum Ismat
Ghazal
saamne kyuu.n tirii ismat pe uThii hai u.nglii
kyo.n ye charche hai.n musalsal pas-e-diivaar tire
Fauziya rabab
Ghazal
u.Dhaa dii chaadar-e-ismat ise KHayaalo.n ne
har ek lafz zabaa.n se barahna-sar niklaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
ismat kaa hai lihaaz na parvaa hayaa kii hai
ye sin Gazab kaa hai ye javaanii balaa kii hai
Jaleel Manikpuri
Ghazal
tire Guruur kii ismat-darii pe naadim huu.n
tire lahuu se bhii daaman hai daaGdaar miraa