SEARCH RESULTS
Showing search results for "izzat"
Ghazal MATCHES FOR "izzat"
Ghazal
ye kaamyaabiyaa.n izzat ye naam tum se hai
ai merii maa.n miraa saaraa maqaam tum se hai
Wasi Shah
Ghazal
ba.De hisaab se izzat bachaanii pa.Dtii hai
hamesha jhuuTii kahaanii sunaanii pa.Dtii hai
Haseeb Soz
Ghazal
phir se badal ke miTTii kii suurat karo mujhe
izzat ke saath duniyaa se ruKHsat karo mujhe
Munawwar Rana
Ghazal
daulat hai ba.Dii chiiz hukuumat hai ba.Dii chiiz
in sab se bashar ke liye izzat hai ba.Dii chiiz
Nooh Narvi
Ghazal
yuu.n ba-zaahir to pas-e-pusht na Daaloge hame.n
jaante hai.n ba.Dii izzat se nikaaloge hame.n
Idris Azad
Ghazal
vo desh kii miTTii se mohabbat nahii.n karte
jo maa.n kii tarah hind kii izzat nahii.n karte
Iqbal Ahmad Iqbal
Ghazal
zabt-e-Gam hai mirii poshaak mirii izzat rakh
aatish-e-diida-e-namnaak mirii izzat rakh
Shahid Zaki
Ghazal
allaah jise chaahe use miltii hai 'muzaffar'
izzat ko dukaano.n se KHariidaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
sadaaqat kii yahaa.n izzat nahii.n hai
vafaadaarii kii kuchh qiimat nahii.n hai
Aditya Pant Naaqid
Ghazal
ishq to duur ibaadat nahii.n karne dete
dukh buzurgo.n kii bhii izzat nahii.n karne dete
Noman Badr
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ahbaab ke qariib mohabbat se baiThiye
izzat jo mil ga.ii hai to izzat se baiThiye
Maikash Nag Puri
Ghazal
mai.n ne khul kar nahii.n KHaamosh mohabbat kii hai
sach to ye hai tirii izzat kii hifaazat kii hai
Rana Usman Ahaamir
Ghazal
jo chaar aadamiyo.n me.n gunaah karte hai.n
KHudaa kii dii hu.ii izzat tabaah karte hai.n