SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaak"
Ghazal MATCHES FOR "kaak"
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
hotaa hai nihaa.n gard me.n sahraa mire hote
ghistaa hai jabii.n KHaak pe dariyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Amjad Islam Amjad
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ik lafz-e-mohabbat kaa adnaa ye fasaanaa hai
simTe to dil-e-aashiq phaile to zamaanaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
bas-ki dushvaar hai har kaam kaa aasaa.n honaa
aadmii ko bhii muyassar nahii.n insaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
ruKHsat hu.aa to aa.nkh milaa kar nahii.n gayaa
vo kyuu.n gayaa hai ye bhii bataa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
dil bhii kisii faqiir ke hujre se kam nahii.n
duniyaa yahii.n pe laa ke chhupaa denii chaahiye
Rahat Indori
Ghazal
hamesha mai.n ne garebaa.n ko chaak chaak kiyaa
tamaam umr rafuugar rahe rafuu karte