SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaakule.n"
Ghazal MATCHES FOR "kaakule.n"
Ghazal
sunaa hai raat se ba.Dh kar hai.n kaakule.n us kii
sunaa hai shaam ko saa.e guzar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tirii kaakule.n hii nahii.n sabz pariyaa.n
mirii aarzuu.e.n bhii shahzaadiyaa.n hai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
pas-e-dariicha-e-dil yaad-e-buu-e-juu-e-nashaat
na jaane kab se kha.Dii kaakule.n sa.nvaartii hai
Zafar Iqbal
Ghazal
kaakule.n lahraa rahii hai.n dam-ba-dam
baj rahaa hai tiirgii kaa saaz kyaa
Mahesh Chandra Naqsh
Ghazal
Malika Afaq Zamani Begam
Ghazal
ruKH pe is tarah kaakule.n na bikher
sub.h-e-raushan ko kaalii raat na kar
Naseer Ahmad Ansari
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
rasan-o-daar idhar kaakul-o-ruKHsaar udhar
dil bataa teraa kidhar jaane ko jii chaahe hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
is rishta-e-latiif ke asraar kyaa khule.n
tuu saamne thaa aur tasavvur KHudaa kaa thaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
kaakul-e-KHamdaar me.n KHam aur aate jaa.e.nge
zulf us kii aur bhii shaitaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
dil se kal mahv-e-takallum the to ma.aluum hu.aa
ko.ii kaakul ko.ii lab ko.ii dahan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
saa.np ke kaaTe kii lahre.n hai.n shab-o-roz aatii.n
kaakul-e-yaar ke saude ne aziyyat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Gulzar
Ghazal
ab ai dil-e-tabaah tiraa kyaa KHayaal hai
ham to chale the kaakul-e-giitii sa.nvaarne