SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaif-e-kashish"
Ghazal MATCHES FOR "kaif-e-kashish"
Ghazal
ghar aa.e saare din kii thakan le ke ai 'kashish'
bachcho.n ko dekhte hii na.ii taazgii milii
Kashish Sandelvi
Ghazal
jo na aa.e the pahle tasavvur me.n bhii
ai 'kashish' aaj vo mere ghar aa ga.e
Kashish Sandelvi
Ghazal
raah-e-haq me.n jo har ik chiiz luTaataa hai 'kashish'
us kii jholii ko KHudaa Gaib se bhar detaa hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
'kashish' ke sar pe thaa jab vaaldain kaa saaya
kabhii bhii un kii du'aa be-asar nahii.n aa.ii
Kashish Sandelvi
Ghazal
sunaa hai qissa-e-Gam jis ne royaa hai paiham
'ajiib dard 'kashish' terii daastaan me.n hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
zaalim ne soch kar ye zabaa.n kaaT dii 'kashish'
mazluum kii zabaa.n pe na aah-o-fuGaa.n rahe
Kashish Sandelvi
Ghazal
shaayad ki mere she'ro.n me.n kuchh baat hai 'kashish'
pahchaan.ne lage hai.n ab ahl-e-nazar mujhe
Kashish Sandelvi
Ghazal
jalaa ke dil ko ujaalaa kiyaa hai mahfil me.n
hujuum-e-Gam me.n 'kashish' ham ne shaa'irii kii hai
Kashish Sandelvi
Ghazal
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
niklii hai qaid-e-ashk se muddat me.n ye 'kashish'
is marhale ke baa'd zamaane badal ga.e
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
kam hu.ii kyaa fasurdagii 'kaif'-e-alam-nasiib kii
aap ne dekh to liyaa baarhaa muskuraa ke bhii
Kaif Moradaabadi
Ghazal
kuchh roz se vo 'kaif' jo ik gosha-nashii.n thaa
rusvaa sar-e-baazaar hai ma.aluum nahii.n kyo.n
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
ajab aalam-e-'kaif' hai bazm-e-jaanaa.n
nigaaho.n se bhii bandagii ho rahii hai
Kaif Moradaabadi
Ghazal
har ik ko 'kaif' tum kyo.n apnaa afsaana sunaate ho
Gam-e-ulfat Gam-e-jamhuur ho jaa.e to kyaa hogaa
Kaif Moradaabadi
Ghazal
Kaif Moradaabadi
Ghazal
adab me.n 'kaif' kaa dam bhii bahut Ganiimat hai
muhaal hai ki ab aisaa suKHan-shanaas aa.e
Kaif Moradaabadi
Ghazal
dil aashnaa-e-Gam ho to ai 'kaif' bazm-e-dahr
aisaa nigaar-KHaana hai dekhaa kare ko.ii