SEARCH RESULTS
Showing search results for "kaniiz"
Ghazal MATCHES FOR "kaniiz"
Ghazal
kaniiz ho ko.ii yaa ko.ii shaahzaadii ho
jo ishq kartaa hai kab KHaandaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
hayaat aaj bhii kaniiz hai huzuur-e-jabr me.n
jo zindagii ko jiit le vo zindagii kaa mard hai
Bashir Badr
Ghazal
vo thaa ek kaniiz ke kamre kaa darpan
us me.n dekhne vaalaa rotaa dikhtaa thaa
Yasir Khan Inam
Ghazal
uTh ai barbaad-e-tamannaa kii na.ii KHvaab--kaniiz
haram-e-chashm me.n phir raqs ko laa.ii ga.ii hai
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
bikhre jab KHvaab to haalaat ne rone na diyaa
umr bhar Gairat-e-jazbaat ne rone na diyaa
Kaneez Fatima Kiran
Ghazal
mirii nigaah me.n hai vo hariim-e-zebaa.ii
kaniiz ban ke jahaa.n mariyam-e-bahaar rahe
Ehsan Danish
Ghazal
kaniiz-e-vaqt ko niilaam kar diyaa sab ne
ye vahm kyaa hai ba.Daa kaam kar diyaa sab ne
zafar iqbal zafar
Ghazal
kaniiz-e-aal-e-mohammad agar mai.n kahlaa.uu.n
visaal un se hii hogaa miraa visaal ke baad
Tahira Jabeen
Ghazal
'siimaa' kii dha.Dkane.n bhii tumhaarii kaniiz hai.n
dil par hamaare raaj tumhaaraa hai in dino.n
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
hu.aa huu.n aah mai.n jis pur-Guruur par aashiq
kaniiz us kii kabhii mere ghar nahii.n aatii
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Gulaam kii roz o shab Gulaamii me.n kyaa kamii thii
kaniiz ke iltifaat o KHuubii me.n kyaa kamii thii
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
taaro.n se merii maa.ng sajaa jaa.o kisii roz
aa.o to na jaane ke liye aa.o kisii roz
Kaneez Fatima Kiran
Ghazal
mard kyuu.nkar kahuu.n be-ishq jo hove ko.ii
firqa ushshaaq me.n us ke ta.ii.n kahte hai.n kaniiz