SEARCH RESULTS
Showing search results for "karamat ali karamat"
Ghazal MATCHES FOR "karamat ali karamat"
Ghazal
karaamat us se jo puuchhuu.n ki zindagii kyaa hai
javaab dene ke badle hubaab maa.nge hai
Karamat Ali Karamat
Ghazal
narm-o-naazuk thaa 'karaamat' tire shero.n kaa mizaaj
vaqt pa.Dne pe magar sho.ala-bayaanii likkhii
Karamat Ali Karamat
Ghazal
'karaamat' us ko to jaanaa thaa aasmaa.n se pare
vo qaafila jo sar-e-aaftaab utraa thaa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
jo nuquush ubhre hai.n ehsaas ke aa.iine me.n
miT ke zau-baar na ho.n yaas ke aa.iine me.n
Karamat Ali Karamat
Ghazal
'karaamat' aise me.n saa.nso.n kaa haal kyaa hogaa
sisakte lamho.n kii gardan maro.Dte kyuu.n ho
Karamat Ali Karamat
Ghazal
bikhertaa hai 'karaamat' jo dard kii kirne.n
vo KHvaab zehn me.n ik maahtaab chho.D gayaa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
Karamat Ali Karamat
Ghazal
'karaamat'-e-hazii.n faraar ho ke haal-e-zaar se
guzishta ahd se milaa to vo lagaa hai haal saa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
'karaamat' aaj zamaana jo de rahaa hai daGaa
zaraa sii baat pe hargiz na iztiraab me.n aa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
ye to badal chukii hai 'karaamat' havaa kaa ruKH
kaise kahuu.n ki vaqt ke zer-e-nagii.n hai shaam
Karamat Ali Karamat
Ghazal
har ek chiiz yahaa.n prem hii se miltii hai
ye ishtihaar 'karaamat' tuu har dukaan pe likh
Karamat Ali Karamat
Ghazal
vaqt kaa sail 'karaamat' tujhe le Duubaa thaa
yak-ba-yak ye tirii tadbiir kahaa.n se aa.ii
Karamat Ali Karamat
Ghazal
haath aa gayaa hai jab se shu.uur-e-KHudii kaa saa.np
siine pe loTtaa hai Gam-e-zindagii kaa saa.np
Karamat Ali Karamat
Ghazal
rahe hai.n ham to 'karaamat' ga.e dino.n ke naqiib
ki ham se ahd nayaa saKHt bad-gumaa.n niklaa
Karamat Ghauri
Ghazal
jaantaa huu.n ki 'karaamat' hai mire mansab kii
jo hariifo.n ne sar-e-bazm paziiraa.ii kii
Karamat Ghauri
Ghazal
'karaamat' un ko zamaana salaam kartaa hai
jo nok-e-paa pe hii rakhte hai.n is zamaane ko