SEARCH RESULTS
Showing search results for "karke"
Ghazal MATCHES FOR "karke"
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
visaal karke judaa.ii kaa naam tak na rahe
phir itnaa jaage.n ki barso.n kii nii.nd puurii ho
Usama Zoraiz
Ghazal
bevafaa.ii karke nikluu.n yaa vafaa kar jaa.uu.ngaa
shahr ko har zaa.iqe se aashnaa kar jaa.uu.ngaa
Zafar Iqbal
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
jis haalat se nikal aayaa huu.n koshish karke
is me.n vo chaahe to dobaara rah saktaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
huu.n aa.nkhe.n ek KHvaab pe qurbaan karke KHush
aur jism nazr-e-aatish-e-vijdaan karke KHush
Yasir Khan Inam
Ghazal
naam meraa yaad karke chuskiyo.n ke biich me.n
kyaa hu.ii hai chaa.e ke cup me.n tire halchal kabhii
Sandeep Thakur
Ghazal
va.ada karke jo na aa.e to ko.ii baat nahii.n
bevafaa kah ke bulaayaa to buraa maan ga.e
Parvez Anjum
Ghazal
mai.n apnii zaat kaa safar tamaam karke ruk gayaa
phir is ke baad raasto.n se merii guftuguu hu.ii
Aziz Nabeel
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Aman Kumar Musafir
Ghazal
aasmaano.n me.n u.Daa karte the itraate the
ek ik karke zamiino.n ke nivaale hu.e log
Jaani Lakhnavi
Ghazal
tujhe hai pyaar to yuu.n karke chal dikhaa mujh ko
sabhii ke saamne apne gale lagaa mujh ko
Raakesh ulfat
Ghazal
mulaa.emat hai Gazal kii sii us kii baato.n me.n
ye baat hai to chalo baat karke dekhte hai.n
Aamir Suhail
Ghazal
kaahilii kii lag ga.ii diimak har ik tadbiir par
iktifaa karke vo shaayad rah gayaa taqdiir par