SEARCH RESULTS
Showing search results for "kha.dak"
Ghazal MATCHES FOR "kha.dak"
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
chalte hu.e sunsaan sii raaho.n me.n akele
pattaa bhii kha.Dak jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Aseer Jabalpuri
Ghazal
mai.n kyaa karuu.n adaa-e-Gazab-naak kaa bayaa.n
bijlii saa mere saamne aa kar ka.Dak gayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Vipul Kumar
Ghazal
bulbul hai chup nasiim-e-sahar bhii KHamosh hai
shaayad chaman me.n barg-e-KHaraabii kha.Dak gayaa
Mirza Maseeta Beg Muntahi
Ghazal
raushan hai fazaa shams ko.ii hai na qamar hai
shaa.ir huu.n mujhe arsh-e-mu.allaa kii KHabar hai
Heera Lal Falak Dehlvi
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut dino.n se nahii.n hai kuchh us kii KHair-KHabar
chalo 'faraaz' ko ai yaar chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ham to samjhe the ki ik zaKHm hai bhar jaa.egaa
kyaa KHabar thii ki rag-e-jaa.n me.n utar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
hosh vaalo.n ko KHabar kyaa be-KHudii kyaa chiiz hai
ishq kiije phir samjhiye zindagii kyaa chiiz hai
Nida Fazli
Ghazal
raat mujrim thii daaman bachaa le ga.ii
din gavaaho.n kii saf me.n kha.Daa rah gayaa