SEARCH RESULTS
Showing search results for "khaanam"
Ghazal MATCHES FOR "khaanam"
Ghazal
na jaan is ko shab-e-mah ye chaa.ndnii-KHaanam
kamand-e-nuur pe auj-e-qamar se utrii hai
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
ab to shariif-zaadiyaa.n kartii hai.n chaar paa.nch
KHaanam ke yaar chaar hai.n begam ke yaar paa.nch
Shaida Allahabadi
Ghazal
kis kis ko bataa.e.nge judaa.ii kaa sabab ham
tuu mujh se KHafaa hai to zamaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ham ne maanaa ki taGaaful na karoge lekin
KHaak ho jaa.e.nge ham tum ko KHabar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
jab sivaa mere tumhaaraa ko.ii diivaana na thaa
sach kaho kuchh tum ko bhii vo kaar-KHaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
vo kaun thaa ki tumhe.n jis ne bevafaa jaanaa
KHayaal-e-KHaam ye saudaa-e-KHaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
kyaa KHabar thii jo mirii jaa.n me.n ghulaa hai itnaa
hai vahii mujh ko sar-e-daar bhii laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
bahut dino.n se nahii.n hai kuchh us kii KHair-KHabar
chalo 'faraaz' ko ai yaar chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
ham to samjhe the ki ik zaKHm hai bhar jaa.egaa
kyaa KHabar thii ki rag-e-jaa.n me.n utar jaa.egaa