SEARCH RESULTS
Showing search results for "khadshe"
Ghazal MATCHES FOR "khadshe"
Ghazal
KHvaab ke KHadshe se ab nii.nd u.Dii jaatii hai
mai.n ne dekhaa hai use chho.D ke jaataa hu.aa ghar
Aadil Raza Mansoori
Ghazal
Nuzhat Abbasi
Ghazal
itne KHadshe nahii.n hai.n rasto.n me.n
jis qadar KHvaahish-e-safar me.n hai.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
itnii bhii ehtiyaat na kar jaan 'aaftaab'
KHadshe kuchh aur hote hai.n hotaa kuchh aur hai
Aftab Hussain
Ghazal
Nuzhat Abbasi
Ghazal
ye nadii kyuu.n is qadar KHadshe me.n hai
kyaa ko.ii tuufaa.n kahii.n raste me.n hai
Syed Sarosh Asif
Ghazal
vo kisii aur pe hotaa hai KHafaa to 'shaahid'
mai.n kisii baat ke KHadshe se laraz jaataa huu.n
Shahid Ashraf
Ghazal
Zia Jalandhari
Ghazal
ye KHalfishaar-e-zehn ye KHadshe ye hujjate.n
in sab kaa bas hai ek hii hal raasta badal
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
dil ko har gaam pe dha.Dke se lage rahte hai.n
tujh ko kho dene ke KHadshe se lage rahte hai.n
Najeeb Ahmad
Ghazal
hai jis ke saath ju.De ik hazaar ik KHadshe
vo hijr kaisaa hai 'haamid' visaal kaisaa hai