SEARCH RESULTS
Showing search results for "khud"
Ghazal MATCHES FOR "khud"
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
dekhnaa mujh ko jo bargashta to sau sau naaz se
jab manaa lenaa to phir KHud ruuTh jaanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
itnaa maanuus na ho KHalvat-e-Gam se apnii
tuu kabhii KHud ko bhii dekhegaa to Dar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii ke vaaste raahe.n kahaa.n badaltii hai.n
tum apne aap ko KHud hii badal sako to chalo
Nida Fazli
Ghazal
mujh me.n rahtaa hai ko.ii dushman-e-jaanii meraa
KHud se tanhaa.ii me.n milte hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
sach kahte ho KHud-biin o KHud-aaraa huu.n na kyuu.n huu.n
baiThaa hai but-e-aa.ina-siimaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
KHud husn-o-shabaab un kaa kyaa kam hai raqiib apnaa
jab dekhiye ab vo hai.n aa.iina hai shaanaa hai