SEARCH RESULTS
Showing search results for "kibr"
Ghazal MATCHES FOR "kibr"
Ghazal
vo mujh se bhaagtaa hii phiraa kibr-o-naaz se
juu.n juu.n niyaaz kar ke mai.n us se lagaa gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
KHudii kii shoKHii o tundii me.n kibr-o-naaz nahii.n
jo naaz ho bhii to be-lazzat-e-niyaaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
mai.n baiTh gayaa KHaak pe tasviir banaane
jo kibr the mujh me.n vo tirii yaad se nikle
Mohsin Asrar
Ghazal
saraapaa kibr va saraapaa Guruur ya.anii tuu
tire Guruur pe har dam nisaar ya.anii mai.n
Iftikhar Haidar
Ghazal
kibr hii se to azaaziil hai shaitaan-e-rajiim
aadmii hai vahii insaan jo maGruur nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
Shuja
Ghazal
'siimaab' kibr-o-naaz kaa anjaam kuchh na puuchh
sab rafta rafta gor-e-Gariibaa.n me.n aa ga.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
asl me.n ek hii kaifiyyat kii do tasviire.n hai.n
teraa kibr-o-naaz ho yaa ho meraa jazb-e-niyaaz
Jagan Nath Azad
Ghazal
mashGale kibr-sinii me.n vahii bachpan vaale
kabhii tasviire.n kabhii aa.ine ghar me.n rakhnaa
Akhtar Hoshiyarpuri
Ghazal
kibr-o-naKHvat hai ye kis chiiz pe batlaa vo mujhe
KHaak hai terii binaa kyaa hai haqiiqat terii
Jameela Khuda Bakhsh
Ghazal
is kibr se kab kis ko sukuu.n aayaa mayassar
mast-e-mai-e-pindaar badan TuuT rahaa hai
Kashif Shakeel
Ghazal
Shauq Qidvai
Ghazal
bas ijz kii KHushbuu kii jagah kibr kii buu thii
lahje me.n zaraa farq thaa alfaaz vahii the
Arshadul Qadri
Ghazal
kibr bhii hai shirk ai zaahid muvahhid ke huzuur
le ke tesha KHaaksaarii kaa but-e-pindaar to.D