SEARCH RESULTS
Showing search results for "kifaalat"
Ghazal MATCHES FOR "kifaalat"
Ghazal
mere har Gam kii kifaalat bhii miraa zimma hai
apne Gam-KHaana-e-hastii kaa azaadaar huu.n mai.n
Mehshar Afridi
Ghazal
puurii mire junuu.n kii zaruurat na kar sake
sahraa-e-jaa.n bhii ho to kifaalat na kar sake
Saba Akbarabadi
Ghazal
dil ke zaKHmo.n ko jagaatii hai.n rulaatii hai.n so ham
aarzuu.o.n kii kifaalat nahii.n karne vaale
Zoya Shaikh
Ghazal
'jaaved' chhiin saktaa hai kyaa ko.ii us kaa rizq
jis shaKHs kii hamesha kifaalat KHudaa kare
Javed Jamil
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
mujhe luuTaa zaruurat kii yahaa.n har company ne
musalsal karte karte dil kifaalat thak chukaa hai
Faiz Khalilabadi
Ghazal
zaruurato.n kii kifaalat usii ke zimme hai
jise KHayaal hai mujh se kahii.n ziyaada miraa
Moeen Nizami
Ghazal
jaise is baar havaa.o.n me.n lagii ho diimak
ho rahii hai mirii saa.nso.n kii kifaalat kaisii
Khursheed Ahmad Malik
Ghazal
sarsabz bahut saalo.n se rakkhaa hai isii ne
ham yuu.nhii tire Gam kii kifaalat nahii.n karte
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
din guzartaa hai gulaabo.n kii kifaalat karte
chuumtii hai mire haatho.n ko sabaa raat ke vaqt
Asim Wasti
Ghazal
Shahzad Nayyar
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
jab mirii gardish-e-dauraa.n se mulaaqaat hu.ii
ha.ns ke bole tujhe haajaat-e-kifaayat bhii nahii.n
Asifa Zamani
Ghazal
kuchh apne kaam nahii.n aave jaam-e-jam kii kitaab
kifaayat apne ko bas ek apne Gam kii kitaab