SEARCH RESULTS
Showing search results for "kis ne"
Ghazal MATCHES FOR "kis ne"
Ghazal
kis ne sunaayaa aur sunaayaa to kyaa sunaa
suntaa huu.n aaj tuu ne miraa maajraa sunaa
Hasan Barelvi
Ghazal
kis ne ye tasviir banaa.ii baadal par
jiyuu.n ko.ii chunarii lahraa.ii baadal par
Nikita Pareek
Ghazal
jaane kis ne aag lagaa.ii paanii me.n
ham ne puurii raat bitaa.ii paanii me.n
Aman Kumar Musafir
Ghazal
kaun hai kis ne pukaaraa hai sadaa kaise hu.ii
ye kiran taariiki-e-shab se rihaa kaise hu.ii
Sarmad Sahbai
Ghazal
kis ne sadaa lagaa.ii ki hairaan kar diyaa
mujh se mirii rihaa.ii kaa elaan kar diyaa
Ankit Aab
Ghazal
mashvara kis ne diyaa thaa ki masiihaa.ii kar
zaKHm khaane hai.n to logo.n se shanaasaa.ii kar
Farooq Bakshi
Ghazal
beach ma.njdhaar diyaa ba.Dh ke sahaaraa kis ne
ham to tanhaa the hame.n paar utaaraa kis ne
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
kahaa kis ne musalsal kaam karne ke liye hai
ye duniyaa asl me.n aaraam karne ke liye hai
Ashfaq Husain
Ghazal
mire Gam kii unhe.n kis ne KHabar kii
ga.ii kyuu.n ghar se baahar baat ghar kii