SEARCH RESULTS
Showing search results for "kofta"
Ghazal MATCHES FOR "kofta"
Ghazal
hijraa.n kii koft khii.nche be-dam se ho chale hai.n
sar maar maar ya.anii ab ham bhii so chale hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
ho ga.ii duur an-ginat viiraa.n guzargaaho.n kii koft
ek bastii se guzarne me.n vo aasaanii hu.ii
Jamal Ehsani
Ghazal
patthar mujhe kahtaa hai miraa chaahne vaalaa
mai.n mom huu.n us ne mujhe chhuu kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ye raat khaa.nste rahte hai.n koft hotii hai
bahuu ne sab me.n jataayaa to baap rone lagaa
Shahzad Qais
Ghazal
Ibn-e-Insha
Ghazal
ab koft se hijraa.n kii jahaa.n tan pe rakhaa haath
jo dard-o-alam thaa so kahe tuu ki vahii.n thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
kahtaa thaa naaseho.n se mire mu.nh na aa.iyo
phir kyaa thaa ek huu kaa bahaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
hijr kii koft jo khii.nche hai.n unhii.n se puuchho
dil diye jaate hai.n jii apne male jaate hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
niklaa thaa kahii.n vo gul-e-naazuk shab-e-mah me.n
so koft nahii.n jaatii hai ruKHsaar se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
rone lagtaa huu.n mohabbat me.n to kahtaa hai ko.ii
kyaa tire ashko.n se ye jangal haraa ho jaa.egaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
jaataa huu.n daaG-e-hasrat-e-hastii liye hu.e
huu.n sham-e-kushta dar-KHur-e-mahfil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
taqdiir bhii majbuur hai, tadbiir bhii majbuur
is kohna aqiide ko miTaane ke liye aa