SEARCH RESULTS
Showing search results for "kuhl"
Ghazal MATCHES FOR "kuhl"
Ghazal
i-m-f ko samajhte hai.n ma.iishat kaa ilaaj
log al-kuhl ko khaa.nsii kii davaa kahte hai.n
Khalid Irfan
Ghazal
reza-e-kuhl ke maanind kisii roz hame.n
terii palko.n ke kinaare pe bikhar jaanaa thaa
Syed Kashif Raza
Ghazal
kuhl karte hai.n ham aa.nkho.n me.n baraabar dono
surma-e-kor ko aur KHaak-e-qadam dono.n ek
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
ruu tiraa kuhl basar ho na use to be-vaj.h
chashm me.n aa.ine ke be-basarii rahtii hai
Waliullah Muhib
Ghazal
tujh se qismat me.n mirii suurat-e-qufl-e-abjad
thaa likhaa baat ke bante hii judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Umair Najmi
Ghazal
vo daana-e-subul KHatmur-rusul maulaa-e-kul jis ne
Gubaar-e-raah ko baKHshaa faroG-e-vaadii-e-siinaa
Allama Iqbal
Ghazal
qatra me.n dajla dikhaa.ii na de aur juzv me.n kul
khel la.Dko.n kaa hu.aa diida-e-biinaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Zulfiqar Aadil
Ghazal
kul yaum-e-hijr zard zamaano.n kaa yaum hai
shab bhar na jaag muft me.n aa.nkhe.n na laal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
sahraa pe lage pahre aur qufl pa.De ban par
ab shahr-badar ho kar diivaana kidhar jaa.e
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo apnii ek zaat me.n kul kaa.enaat thaa
duniyaa ke har fareb se milvaa diyaa mujhe
Parveen Shakir
Ghazal
to kul milaa ke mujhe baat ye samajh aa.ii
jo nek log ho.n aksar sataa.e jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
kiyaa savaal jo mai.n ne vafaa ke qaatil se
zabaa.n pe qufl lagaa thaa javaab kyaa detaa