SEARCH RESULTS
Showing search results for "lalchaa"
Ghazal MATCHES FOR "lalchaa"
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
har taajvar kii is par lalchaa rahii hai.n nazre.n
hai jaise halvaa sohan hindostaa.n hamaaraa
Shauq Bahraichi
Ghazal
tauba tauba naa-ummiidii kii KHayaal-aaraa.iyaa.n
dekhte ho.n jaise KHud lalchaa ke paimaane mujhe
Ali Jawad Zaidi
Ghazal
Shamim Karhani
Ghazal
Mirza Rafeeq Shakir
Ghazal
lalchaa ke fart-e-shauq me.n aa.nsuu nikal pa.De
vaa.iz ne ha.ns ke naam liyaa jab sharaab kaa
Aish Meeruthi
Ghazal
in mai-kashaan-e-diid kii tauba bhii KHuub hai
lalchaa rahe hai.n dekh kar abr-e-bahaar ko
Afgan Najibabadi
Ghazal
un ko bhulaa.e yuu.n to zamaana guzar gayaa
dekhaa jo un ko aaj to lalchaa ga.ii nazar
Dr. Fauq Kareemi
Ghazal
tumhe.n zaruur ko.ii chaahato.n se dekhegaa
magar vo aa.nkhe.n hamaarii kahaa.n se laa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
jab shaaKH ko.ii haath lagaate hii chaman me.n
sharmaa.e lachak jaa.e to lagtaa hai ki tum ho
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
tumhaaraa hijr manaa luu.n agar ijaazat ho
mai.n dil kisii se lagaa luu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
thake-haare parinde jab basere ke liye lauTe.n
saliiqa-mand shaaKHo.n kaa lachak jaanaa zaruurii hai
Waseem Barelvi
Ghazal
phir vaz'-e-ehtiyaat se rukne lagaa hai dam
barso.n hu.e hai.n chaak garebaa.n kiye hu.e