SEARCH RESULTS
Showing search results for "ma.nDhii"
Ghazal MATCHES FOR "ma.nDhii"
Ghazal
jis ke har daane se ik qatra-e-KHuu.n Tapke hai
hai ma.nDhii myaan pe qaatil ke ajab haal kii khaal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
dekhuu.n tire haatho.n ko to lagtaa hai tire haath
mandir me.n faqat diip jalaane ke liye hai.n
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Varun Anand
Ghazal
jab banaam-e-dil gavaahii sar kii maa.ngii jaa.egii
KHuun me.n Duubaa hu.aa parcham hamaaraa dekhnaa
Parveen Shakir
Ghazal
du.aa bahaar kii maa.ngii to itne phuul khile
kahii.n jagah na rahii mere aashiyaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
mai.n ne din raat KHudaa se ye du.aa maa.ngii thii
ko.ii aahaT na ho dar par mire jab tuu aa.e
Bashir Badr
Ghazal
ham aise saada-dilo.n kii niyaaz-mandii se
buto.n ne kii hai.n jahaa.n me.n KHudaa.iyaa.n kyaa kyaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shaiKH-saahib barhaman se laakh barte.n dostii
be-bhajan gaa.e to mandir se Tikaa miltaa nahii.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
du.aa ye maa.ngii hai sahme hu.e mu.arriKH ne
ki ab qalam ko KHudaa surKH raushnaa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
Fani Badayuni
Ghazal
Hasrat Jaipuri
Ghazal
baadshaaho.n se bhii phe.nke hu.e sikke na liye
ham ne KHairaat bhii maa.ngii hai to KHuddaarii se
Rahat Indori
Ghazal
phir muurat se baahar aa kar chaaro.n or bikhar jaa
phir mandir ko ko.ii 'miiraa' diivaanii de maulaa