SEARCH RESULTS
Showing search results for "maaddii"
Ghazal MATCHES FOR "maaddii"
Ghazal
ham aise faqiiro.n me.n nahii.n maada-parastii
teraa to miyaa.n sher bhii maadii hai chalaa jaa
Shozeb Kashir
Ghazal
ye alag baat miraa mas.ala maada hai magar
dekhaa jaa.e to miraa mas.ala maadii bhii nahii.n
Syed Zamin Abbas Kazmi
Ghazal
na thaa Gulaam kisii maaddii sahaare kaa
baGair asaa ke samundar guzaar thaa vo shaKHs
Tasleem Niyazi
Ghazal
sharminda-e-ma.anii na hu.aa harf-e-mohabbat
baa-ii.n-hama tafsiir-e-haqiiqii-o-majaazii
Mohan Singh Deewana
Ghazal
sab aarzii lazzaat ke diivaane hu.e hai.n
ik roz kabhii dekhiye mai-KHaana-e-duniyaa
Mohammad Mustahsan Jami
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh se tuu puuchhne aayaa hai vafaa ke ma.anii
ye tirii saada-dilii maar na Daale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalo
nahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
'zauq' jo madrase ke big.De hu.e hai.n mullaa
un ko mai-KHaane me.n le aa.o sa.nvar jaa.e.nge
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
pareshaa.n ho tum bhii pareshaa.n huu.n mai.n bhii
chalo mai-kade me.n vahii.n baat hogii
Bashir Badr
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
na gul khile hai.n na un se mile na mai pii hai
ajiib rang me.n ab ke bahaar guzrii hai