SEARCH RESULTS
Showing search results for "maasii"
Ghazal MATCHES FOR "maasii"
Ghazal
dahr me.n naqsh-e-vafaa vaj.h-e-tasallii na hu.aa
hai ye vo lafz ki sharminda-e-ma.anii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
dariyaa-e-ma.aasii tunuk-aabii se hu.aa KHushk
meraa sar-e-daaman bhii abhii tar na hu.aa thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kaa.np uThe baargah-e-sar-e-afaaf-e-malakuut
yuu.n ma.aasii kaa lu.nDhaate hu.e paimaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
mai-kasho jaam uThaa lo ki ghaTaa.e.n aa.ii.n
ishrabuu kahtii hu.ii sard havaa.e.n aa.ii.n
Josh Malsiani
Ghazal
fikr-e-dozaKH me.n hame.n raf.a-ma.aasii kii pa.Dii
aag par daaman-e-tar ko hai.n sukhaate jaate
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
mujhii par chho.D do merii mai-e-talKH
mazaa us kaa hai kuchh merii zabaa.n tak
Riyaz Khairabadi
Ghazal
kiyaa na ahl-e-ma.aasii kaa saamnaa dam-e-hashr
KHudaa ke fazl se koso.n alag itaab rahaa
Syed Masood Hasan Masood
Ghazal
tanhaa.ii thii havaa thii saakit thii puurn-maasii
bas dil se aa rahii thii mauhuum ik sadaa sii
Mohammad Tariq Ghazi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
miinaa-ba-miinaa mai-ba-mai jaam-ba-jaam jam-ba-jam
naaf-piyaale kii tire yaad ajab sahii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ik nau-bahaar-e-naaz ko taake hai phir nigaah
chehra faroG-e-mai se gulistaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh se tuu puuchhne aayaa hai vafaa ke ma.anii
ye tirii saada-dilii maar na Daale mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalo
nahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii