SEARCH RESULTS
Showing search results for "maqsuud"
Ghazal MATCHES FOR "maqsuud"
Ghazal
us mai se nahii.n matlab dil jis se hai begaana
maqsuud hai us mai se dil hii me.n jo khi.nchtii hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
hai.n merii zaat se mansuub sad fasaana-e-ishq
aur ek satr bhii ab tak nahii.n likhii mai.n ne
Jaun Eliya
Ghazal
aagaah huu.n mai.n manzil-e-maqsuud se magar
kis samt jaa rahaa huu.n mujhe kuchh nahii.n pataa
Jahangeer nayab
Ghazal
juz sazaa aur ho shaayad ko.ii maqsuud un kaa
jaa ke zindaa.n me.n jo rahte hai.n gharo.n ke hote
Jaun Eliya
Ghazal
maqsuud jo mujhe hai ye ta.abiir vo nahii.n
jo dekhtii hai aa.nkh mirii KHvaab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
sajde mire KHayaal-e-jazaa se hai.n maavaraa
maqsuud bandagii se tijaarat nahii.n mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
aa.ine me.n bhii nazar aatii hai suurat terii
ko.ii maqsuud-e-nazar tere sivaa kaise ho
Shahzad Ahmad
Ghazal
'fauziya' mil hii ga.ii manzil-e-maqsuud hame.n
shukr hai gardish-e-ayyaam ko bhii maat hu.ii
Fauzia Mughal
Ghazal
ham aap hii ko apnaa maqsuud jaante hai.n
apne sivaa.e kis ko maujuud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
maqsuud apnaa kuchh na khulaa lekin is qadar
ya.anii vo Dhuu.nDte hai.n jo paayaa na jaa.egaa
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ilm kaa maqsuud hai paaki-e-aql o KHirad
faqr kaa maqsuud hai iffat-e-qalb-o-nigaah
Allama Iqbal
Ghazal
mai.n saraapaa huu.n du.aa tuu miraa maqsuud-e-du.aa
baat yuu.n kar ki mirii baat mukammal ho jaa.e
Waheed Akhtar
Ghazal
kar diyaa hai zindagii ne bazm-e-hastii me.n shariik
us kaa kuchh maqsuud ko.ii mudda.aa ho yaa na ho
Akbar Allahabadi
Ghazal
ne but-kada hai manzil-e-maqsuud na ka.aba
jo ko.ii talaashii ho tiraa aah kidhar jaa.e