SEARCH RESULTS
Showing search results for "maulaa"
Ghazal MATCHES FOR "maulaa"
Ghazal
kyuu.n baKHsh diyaa mujh se gunahgaar ko maulaa
munsif to kisii se bhii ri.aayat nahii.n kartaa
Qateel Shifai
Ghazal
peshaanii ko sajde bhii ataa kar mire maulaa
aa.nkho.n se to ye qarz adaa ho nahii.n saktaa
Munawwar Rana
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
kaam mushkil hai magar jiit hii luu.ngaa us ko
mere maulaa kaa 'vasii' juu.nhii ishaara hogaa
Wasi Shah
Ghazal
maulaa kisii ko aisaa muqaddar na diijiyo
dilbar nahii.n to phir ko.ii diigar na diijiyo
Jawad Sheikh
Ghazal
vo daana-e-subul KHatmur-rusul maulaa-e-kul jis ne
Gubaar-e-raah ko baKHshaa faroG-e-vaadii-e-siinaa
Allama Iqbal
Ghazal
mire master na hote jo uluum-o-fan me.n daanaa
kabhii maulaa-baKHsh-saahab kaa na mai.n shikaar hotaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
tujh ko mohammad-e-arabii kii qasam hai aur
maulaa-alii kii shaah-e-KHuraasaa.n kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Vilas Pandit Musafir
Ghazal
us ko gulchii.n kii nigaaho.n se bachaa.e maulaa
vo to Guncha hai abhii aur nikharnaa hai use
Sada Ambalvi
Ghazal
mire maulaa mirii tanhaa.ii miTaane ke liye
mere jaisaa hii tuu ik aur banaa saktaa hai
Ali Sarmad
Ghazal
kun-fakaa.n ke bhed se maulaa mujhe aagaah kar
kaun huu.n mai.n gar yahaa.n par duusraa ko.ii nahii.n
Amjad Islam Amjad
Ghazal
shaah-e-aalam ko sar-e-aam sunaa baiThaa huu.n
mere maulaa tirii chaukhaT se lagaa baiThaa huu.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
Wasi Shah
Ghazal
aisii tez havaa aur aisii raat nahii.n dekhii
lekin ham ne maulaa jaisii zaat nahii.n dekhii
Obaidullah Aleem
Ghazal
mere maulaa vo KHasaare ke sivaa kuchh bhii nahii.n
har vo lamha jo tirii yaad se KHaalii jaa.e
Mubarik Siddiqi
Ghazal
ye kyaa kiyaa ki sabhii kuchh ga.nvaa ke baiTh ga.e
bharam to banda-e-maulaa-sifaat rakh lete