SEARCH RESULTS
Showing search results for "mausuul"
Ghazal MATCHES FOR "mausuul"
Ghazal
baahar aane kii bhii sakat nahii.n ham me.n
tuu ne kis mausam me.n pinjre khole hai.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
badan ke haath kaa likkhaa hu.aa huu.n ishq-naama
aur apnii ruuh ko mausuul honaa chaahtaa huu.n
Farhat Ehsas
Ghazal
jaise kii mausuul aaGaaz-e-mohabbat kii du'aa
ham ne aglo.n tak vo rahmat kii havaa tarsiil kii
Iqtidar Javed
Ghazal
Wahid Nazeer
Ghazal
tumhaare saath ye mausam farishto.n jaisaa hai
tumhaare baa'd ye mausam bahut sataa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ye kaun log hai.n maujuud terii mahfil me.n
jo laalacho.n se tujhe mujh ko jal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.nhii mausam kii adaa dekh ke yaad aayaa hai
kis qadar jald badal jaate hai.n insaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
vo jab aa.egaa to phir us kii rifaaqat ke liye
mausam-e-gul mire aa.ngan me.n Thahar jaa.egaa
Parveen Shakir
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
har bazm me.n mauzuu-e-suKHan dil-zadagaa.n kaa
ab kaun hai shiirii.n hai ki lailaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
tumhaare shahr kaa mausam ba.Daa suhaanaa lage
mai.n ek shaam churaa luu.n agar buraa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
achchhaa saa ko.ii mausam tanhaa saa ko.ii aalam
har vaqt kaa ronaa to be-kaar kaa ronaa hai