SEARCH RESULTS
Showing search results for "mohammad abdul qadir "
Ghazal MATCHES FOR "mohammad abdul qadir"
Ghazal
havaadis kii mauje.n kabhii tez dhaare
safiina lage kis tarah us kinaare
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
KHudaa kii qasam jab mulaaqaat hogii
jamaal-e-tabassum kii barsaat hogii
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
raat se jab din kaa saudaa ho gayaa
raushnii kaa KHuun ThanDaa ho gayaa
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
mere suKHan ko dard kaa usluub mil gayaa
yaa'nii Gazal ko lahja-e-matluub mil gayaa
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
nam nigaaho.n kii narmii Gazab Dhaa ga.ii
dil ke zaKHmo.n ko mere jo gahraa ga.ii
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
hai vaqt kaa payaam zamaana KHaraab hai
aur is me.n kyaa kalaam zamaana KHaraab hai
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
lag ga.ii aag tabassum ke sharar hone tak
dil jigar daaG bane chashm ke tar hone tak
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
guzre hai.n jab se zaaviya-e-aagahii se ham
duniyaa se be-niyaaz hu.e hai.n KHushii se ham
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
jab bhii kisii kii yaad me.n ham gungunaa.e hai.n
mahsuus yuu.n hu.aa ki fazaa.o.n pe chhaa.e hai.n
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
mujh pe kaisaa ye muqaddar kaa karam hai dekho
sub.h-e-ummiid bhii ab shaam-e-alam hai dekho
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
udaas udaas hai baad-e-sahar nahii.n maa'luum
kahaa.n kahaa.n se hu.aa hai guzar nahii.n maa'luum
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
jaam-e-Gam aaj bhii chhalkaa.o ki kuchh raat kaTe
saath rakkho mujhe bahlaa.o ki kuchh raat kaTe
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
zabaan khul na sakii un ke ruu-baruu aksar
lahuuluhaan hu.ii dil kii aarzuu aksar
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
jab dukhe dil se nikaltii hai du'aa aaKHir-e-shab
kaa.np uThtii hai zamaane kii jafaa aaKHir-e-shab
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
Mohammad Abdul Qadir Adeeb
Ghazal
puuchhne aa.e hai.n ahvaal vo 'abdul-qaadir'
kyaa bataa.e.n ki bataayaa bhii nahii.n jaa.egaa