SEARCH RESULTS
Showing search results for "mom-battii"
Ghazal MATCHES FOR "mom-battii"
Ghazal
jalte jalte bujh ga.ii ik mom-battii raat ko
mar ga.ii faaqa-zadaa ma.asuum bachchii raat ko
Sibt Ali Saba
Ghazal
hamaaraa malba hamaare qadmo.n me.n aa giraa hai
plate me.n jaise mom-battii pighal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
mom-battii ko galaataa rahaa dhiire dhiire
raat a.ndhere kaa mire kamre me.n bahtaa laavaa
Aftab Shamsi
Ghazal
KHudaa ne baKHshaa hai kyaa zarf mom-battii ko
pighalte rahnaa magar saarii raat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
dil me.n us ke mom-battii sii jalaa.ii bhii magar
raushnii ke baavajuud itnaa a.ndheraa rah gayaa
Zafar Iqbal
Ghazal
raat khi.Dkii se ko.ii chiiz girii kamre me.n
mom-battii sii vo tharraa.ii thii aage mai.n thaa
Aqeel Abbas
Ghazal
mom-battii ke muqaabil me.n biThaa kar us ko
khii.nch lii phir ko.ii tasviir misaalii us ne
Shahnaz Parveen Sahar
Ghazal
us kii KHaatir mom-battii jo jalaa.ii bujh ga.ii
dil gavaahii de rahaa hai vo kisii KHatre me.n hai
Saiyad Shadab Asghar
Ghazal
ek raKHsh-e-sa.ng thaa aatish-kade ke saamne
ek niilii mom-battii dast-e-aahan-gar me.n thii
Sarvat Husain
Ghazal
shab-e-furqat kaa a.ndheraa na gayaa par na gayaa
kaam kuchh mom kii aa.ii na agar kii battii
Lala Piyare Lal
Ghazal
us ne mazaaq samjhaa miraa dil dukhaa gayaa
phir mom-battiyo.n ko hamesha bujhaa gayaa
Jayant Parmar
Ghazal
jaane bastii kaa vo ik mo.D thaa kyaa us ke liye
shaam Dhalte hii vahaa.n sham.a jalaa detaa thaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
kuchh aur mo.D guzarne kii der hai baanii
sadaa na gard kisii ham-safar kii aa.egii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
'baanii' zaraa sambhal ke mohabbat kaa mo.D kaaT
ik haadsa bhii taak me.n hogaa yahii.n kahii.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
mai.n ek mom kaa but huu.n tuu dhuup kaa chehraa
bachegii kis kii anaa imtihaan baaqii hai
Pawan Kumar
Ghazal
bichh.De har ek mo.D pe saathii bahut magar
ik yaad mere saat ba.Dii duur tak ga.ii