SEARCH RESULTS
Showing search results for "mugal"
Ghazal MATCHES FOR "mugal"
Ghazal
Fauzia Mughal
Ghazal
vaasta ham se to pahle hii vo kam rakhte hai.n
vo hamii.n hai.n jo mohabbat kaa bharam rakhte hai.n
Fauzia Mughal
Ghazal
azaano.n kii rasme.n adaa ho rahii hai.n
magar in me.n josh-e-bilaalii nahii.n hai
Fauzia Mughal
Ghazal
guftaar me.n vo apnii bebaak ho gayaa hai
jaise ki har kamii se vo paak ho gayaa hai
Fauzia Mughal
Ghazal
tum se mil kar ye lagaa KHud se mulaaqaat hu.ii
aaj ye baab-e-mohabbat me.n na.ii baat hu.ii
Fauzia Mughal
Ghazal
de ga.ii lazzat mirii tanhaa.ii kii 'aadat mujhe
ab shikaayat hai kisii se aur na hai vahshat mujhe
Fauzia Mughal
Ghazal
Iftikhar Mughal
Ghazal
rakh-rakhaav me.n ko.ii KHvaar nahii.n hotaa yaar
dost hote hai.n, har ik yaar nahii.n hotaa yaar
Iftikhar Mughal
Ghazal
mujhe KHudaa ne adhuuraa hii chho.Dnaa thaa magar
mujhe banaa diyaa ik shaKHs kii mohabbat ne
Iftikhar Mughal
Ghazal
jamaal-gaah-e-taGazzul kii taab-o-tab tirii yaad
pa ta.ngnaa.e-Gazal me.n samaa.e kab tirii yaad
Iftikhar Mughal
Ghazal
tumhe.n bhii chaahaa, zamaane se bhii vafaa kii thii
ye nig.h-daarii junuu.n ne judaa judaa kii thii
Iftikhar Mughal
Ghazal
tum ko ehsaas kii daulat nahii.n milne vaalii
mar ke bhii mujh ko mohabbat nahii.n milne vaalii
Shiraz Akhtar Mughal
Ghazal
phir us se us ke taGaaful kaa kyaa gila karnaa
ki 'iftiKHaar-muGal' vo to thii hii parchhaa.ii.n
Iftikhar Mughal
Ghazal
Afzal Parvez
Ghazal
Iftikhar Mughal
Ghazal
ruKHsat-e-yaar kaa mazmuun ba-mushkil baa.ndhaa
dil na ba.ndhtaa thaa kisii taur ba.Daa dil baa.ndhaa
Iftikhar Mughal
Ghazal
mirii shaguft ke mausam abhii nahii.n aa.e
kahii.n kahii.n pe magar phir bhii khil gayaa huu.n mai.n
Iftikhar Mughal
Ghazal
vahii dariicha-e-jaa.n hai vahii galii yaaro
magar nigaah iraada badal chukii yaaro