SEARCH RESULTS
Showing search results for "muqaddama"
Ghazal MATCHES FOR "muqaddama"
Ghazal
dil mudda.ii o diida banaa mudda.aa-alaih
nazzaare kaa muqaddama phir ruu-ba-kaar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
kiyaa gayaa thaa kabhii mujh ko sa.ngsaar jahaa.n
vahii.n lagaayaa gayaa hai mujassama meraa
Muzaffar Warsi
Ghazal
ziinat muqaddama hai musiibat kaa dahr me.n
sab sham.a ko jalaate hai.n saa.nche me.n Dhaal ke
Akbar Allahabadi
Ghazal
Aqib Sabir
Ghazal
Nabeel Ahmad Nabeel
Ghazal
bas ek faisla aane kii der thii 'shaahid'
muqaddama bhii samajhne lage bahut se log
Shahid Jamal
Ghazal
judaa.iyaa.n to muqaddar hai.n phir bhii jaan-e-safar
kuchh aur duur zaraa saath chal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jo mil gayaa usii ko muqaddar samajh liyaa
jo kho gayaa mai.n us ko bhulaataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
is shab ke muqaddar me.n sahar hii nahii.n 'mohsin'
dekhaa hai ka.ii baar charaaGo.n ko bujhaa kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
nahii.n hai mere muqaddar me.n raushnii na sahii
ye khi.Dkii kholo zaraa sub.h kii havaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
ye tiirgii mire ghar kaa hii kyuu.n muqaddar ho
mai.n tere shahr ke saare diye bujhaa duu.ngaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
milne kii tarah mujh se vo pal bhar nahii.n miltaa
dil us se milaa jis se muqaddar nahii.n miltaa