SEARCH RESULTS
Showing search results for "mustaqiim"
Ghazal MATCHES FOR "mustaqiim"
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
azal se hai mujhe darpesh daa.ero.n kaa safar
jo mustaqiim hai yaa rab vo raasta hai kahaa.n
Asim Wasti
Ghazal
taa-ba-hadd-e-diid hai ek siraat-e-mustaqiim
haajat-e-raahbar nahii.n ishq kii shaahraah me.n
Hairat Gondvi
Ghazal
kisii ne aisii rah-e-mustaqiim dikhlaa.ii
sa.nbhal ga.e ka.ii afraad la.Dkha.Daate hu.e
Rafi Sirsivi
Ghazal
na jaane kis ne palaT kar ye dii sadaa mujh ko
sujhaa.ii detaa nahii.n aage raasta mujh ko
Mustaqeem Arshad
Ghazal
ai momino jo chaaho rah-e-mustaqiim ko
har lahza rakkho dil me.n shah-e-ambiyaa kii yaad
Sipahdar Khan
Ghazal
a.ndheraa raat kaa is vaqt buu.Dhaa hone vaalaa hai
dariiche khol kar dekho saveraa hone vaalaa hai
Mustaqeem Arshad
Ghazal
hazaar raaste hai.n yuu.n to gumrahii ke vaaste
magar siraat-e-mustaqiim ek hai najaat kii
Dilnawaz Siddiqi
Ghazal
nuur kii nadiyo.n me.n vo teraa nahaanaa raat-bhar
phir munavvar saa rahaa saaraa zamaana raat-bhar
Adil Mustaqueem
Ghazal
naadaan us ko jii se bhulaanaa haraam hai
yaado.n se us kii baaz bhii aanaa haraam hai
Adil Mustaqueem
Ghazal
gulshan ye mahak uTThegaa tum aa.o kisii roz
aa kar mire pahluu ko bhii mahkaa.o kisii roz
Adil Mustaqueem
Ghazal
Adil Mustaqueem
Ghazal
har ek gaam pe tahqiiq chaahtii thii KHirad
bhaTak gayaa to rah-e-mustaqiim tak pahu.nchaa
Nazish Haidari
Ghazal
badan kamaan nazar tiir karne vaalaa hai
vo mere KHvaab ko taa'biir karne vaalaa hai