SEARCH RESULTS
Showing search results for "mutazabzab"
Ghazal MATCHES FOR "mutazabzab"
Ghazal
mutazalzal hai adab-gaah-e-mohabbat kii zamii.n
ko.ii dekhe to ye ha.ngaama kahaa.n hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
mujh ko lagtaa to nahii.n vo mutazalzal lekin
is ko vahshat hii na le jaa.e.n Gazaalo.n me.n kahii.n
Rehana Qamar
Ghazal
mutazalzal to hai muddat se nizaam-e-aalam
naubat aa pahu.nchii hai ab zer-o-zabar hone tak
Mela Ram Wafa
Ghazal
dil kaa kamaal hai mutazalzal nahii.n hu.aa
kitne hu.e hai.n vaar yake-ba.ad-diigre
Syed Ziyauddin Naeem
Ghazal
rujuu.a laa-mutazalzal hai jo masaa.il kaa
dimaaG me.n ko.ii hal Daalne pe rahtaa hai
Afzaal Naveed
Ghazal
ra.ng laa.ii hai mirii zaat se Gaflat merii
mere andar mutazalzal hai hukuumat merii
Sultan Rashk
Ghazal
ik ham hii nahii.n bazm me.n betaab-o-muzabzab
ham haal tumhaaraa bhii ajab dekh rahe hai.n