SEARCH RESULTS
Showing search results for "nagar"
Ghazal MATCHES FOR "nagar"
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
itne chup-chaap ki raste bhii rahe.nge laa-ilm
chho.D jaa.e.nge kisii roz nagar shaam ke ba.ad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
kyaa qayaamat hai ki dil jis kaa nagar hai 'mohsin'
dil pe us kaa bhii ijaara nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
dayaar-e-shaam nahii.n manzil-e-sahar bhii nahii.n
ajab nagar hai yahaa.n din chale na raat chale
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ban ke baadal havaa.o.n ke sang u.D ke mai.n
Dhuu.nDne tujh ko har ik nagar jaa.uu.ngaa
Hadeed Fatema
Ghazal
mu.aaf kiije jo mai.n ajnabii huu.n mahfil me.n
ki raaste nahii.n ma.aluum is nagar ke mujhe
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
jahaa.n na pa.D sake saaya bhii ko.ii nafrat kaa
mohabbato.n kaa ik aisaa nagar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
dii baadshahii haq ne tujhe husn-nagar kii
yuu kishvar-e-iiraa.n me.n sulaimaa.n suu.n kahuu.ngaa
Wali Dakni
Ghazal
ye mausamo.n kaa nagar hai yahaa.n ke logo.n me.n
havas ziyaada hai aur aashiqii bahut kam hai
Shakeel Azmi
Ghazal
dil vo nagar nahii.n ki phir aabaad ho sake
pachhtaa.oge suno ho ye bastii ujaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
unhii pe ho kabhii naazil azaab aag ajal
vahii nagar kabhii Thahre.n payambaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
raat itnii jaa chukii hai aur sonaa hai abhii
is nagar me.n ik KHushii kaa KHvaab bonaa hai abhii