SEARCH RESULTS
Showing search results for "nai-ba-lab"
Ghazal MATCHES FOR "nai-ba-lab"
Ghazal
Majeed Amjad
Ghazal
shaayad idhar se guzre phir bhii tiraa safiina
baiThaa hu.aa huu.n saahil par nai-ba-lab kabhii kaa
Majeed Amjad
Ghazal
Prem Shankar Goila Farhat
Ghazal
naGma ba-lab huu.n aur na naala ba-lab huu.n mai.n
saaz-e-junuun-o-ishq ke taaro.n ko kyaa hu.aa
Altaf Mashhadi
Ghazal
sun le faryaad-e-'aziiz'-e-jaa.n-ba-lab
rabb-e-innii mustaGiisun fan-tasir
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ba.Dh sakii jis se na a.ngusht-ba-lab naadaanii
usii manzil me.n nazar aatii hai daanaa.ii bhii
Ameer Raza Mazhari
Ghazal
sub.h-e-nau naGma-ba-lab hai magar ai Duubtii raat
mere hisse me.n tirii marsiya-KHvaanii aa.ii
Makhmoor Saeedi
Ghazal
banda-e-mohr-ba-lab huu.n mai.n sanaa-KHvaa.n teraa
dil me.n rahtaa hai muqaffal Gam-e-pinhaa.n teraa
Josh Malsiani
Ghazal
yuu.n lagaa rakhii hai dil se zindagii kii aarzuu
jaise tifl-e-jaa.n-ba-lab mazduur kii aaGosh me.n
Abdur Rauf Shahid Ansari
Ghazal
Yagana Changezi
Ghazal
yaa.n pai-ba-pai jo KHvaab khule nai-ba-nai khule
jitnaa judaa ye ho sake utnaa judaa karo
Shaheen Abbas
Ghazal
saare usuul muhr-ba-lab dekhte rahe
jab jhuuT kii panaah me.n har ek bach gayaa
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
bastii ko.ii 'ajiib hai ye is jagah ke log
KHanda-ba-lab hai.n chehro.n pe aazurdagii bhii hai