SEARCH RESULTS
Showing search results for "navaadir"
Ghazal MATCHES FOR "navaadir"
Ghazal
dukaan-e-dil me.n navaadir saje hu.e hai.n magar
ye vo jagah hai ki aate nahii.n luTere tak
Anwar Shuoor
Ghazal
umr ke baazaar kii had par navaadir kii dukaa.n
kuchh parakhte dekhte chunte KHariidaarii ke din
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
jo daar-o-giir me.n amn-o-amaa.n kii KHvaahish hai
tuu aarzuu-e-navaadir ko mehmaa.n na banaa
Mohan Singh Deewana
Ghazal
dil dafiine ko kabhii khoj navaadir kitne
vaqt kii gard haTaane se udhar milte hai.n
Bushra Masuud
Ghazal
bikhrii hu.ii hai kitne navaadir kii shakl me.n
'qaazii' nigaar-KHaana-e-dil me.n vatan kii yaad
Qazi Ghulam Mohammad
Ghazal
ab use log samajhte hai.n giraftaar miraa
saKHt naadim hai mujhe daam me.n laane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
vo ham-safar thaa magar us se ham-navaa.ii na thii
ki dhuup chhaa.nv kaa aalam rahaa judaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
Hakeem Nasir
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
rahrav-e-raah-e-mohabbat rah na jaanaa raah me.n
lazzat-e-sahraa-navardii duurii-e-manzil me.n hai