SEARCH RESULTS
Showing search results for "nibah"
Ghazal MATCHES FOR "nibah"
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
is tarah zindagii ne diyaa hai hamaaraa saath
jaise ko.ii nibaah rahaa ho raqiib se
Sahir Ludhianvi
Ghazal
gulshan-parast huu.n mujhe gul hii nahii.n aziiz
kaa.nTo.n se bhii nibaah kiye jaa rahaa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
dostii us se nibah jaa.e bahut mushkil hai
meraa to va.ada hai us kaa to iraada bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
aalam me.n aab-o-gil ke kyuu.nkar nibaah hogaa
asbaab gir pa.Daa hai saaraa miraa safar me.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
nibaah baat kaa us hiila-gar se kuchh na hu.aa
idhar se kyaa na hu.aa par udhar se kuchh na hu.aa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
dostii us kii nibah jaa.e bahut mushkil hai
meraa to va.ada hai us kaa to iraada bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
tum se to bas nibaah kii suurat nikal pa.Dii
jis se hu.e the vaada o paimaan tum nahii.n
Saleem Kausar
Ghazal
mai.n bhii kuchh KHush nahii.n vafaa kar ke
tum ne achchhaa kiyaa nibaah na kii
Momin Khan Momin
Ghazal
Murtaza Barlas
Ghazal
kuchh un pe Gaur kar jo taqaaze hai.n vaqt ke
un se nibaah kar ki zamaana KHaraab hai