SEARCH RESULTS
Showing search results for "nigam"
Ghazal MATCHES FOR "nigam"
Ghazal
kuchh to haalaat ne diivaana banaa rakkhaa hai
aur kuchh un ke taGaaful ne manaa rakkhaa hai
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
na jaane choT kyo.n dil par lagii hai
kalii gulshan me.n jab ko.ii khilii hai
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
jab dast-e-junuu.n jaib-o-garebaa.n se chalaa hai
ruKH mai.n ne rag-e-jaa.n kii taraf mo.D diyaa hai
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
KHizaa.n bahaar kaa 'unvaa.n hai dekhiye kyaa ho
qafas kaa naam gulistaa.n hai dekhiye kyaa ho
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
jalve kisii ke yuu.n to numaayaa.n nahii.n rahe
lekin mirii nigaah se pinhaa.n nahii.n rahe
Tabassum Nigam Dehlvi
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
nigah-e-yaar ko ab kyuu.n hai taGaaful ai dil
vo tire haal se Gaafil kabhii aisii to na thii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
dau.De hai phir har ek gul-o-laala par KHayaal
sad-gulsitaa.n nigaah kaa saamaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
chalne kaa hausla nahii.n ruknaa muhaal kar diyaa
ishq ke is safar ne to mujh ko niDhaal kar diyaa
Parveen Shakir
Ghazal
tuu chho.D rahaa hai to KHataa is me.n tirii kyaa
har shaKHs miraa saath nibhaa bhii nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
nahii.n nigaah me.n manzil to justujuu hii sahii
nahii.n visaal mayassar to aarzuu hii sahii